Gaadi scrap karne ka sabse bharosemand tarika. Saaf suthra kaam, sahi daam, ghar se pickup - bas ek call par.
ScrapMyCar par vishwas karein. Hazaron logon ki pasand ka kaaran hai hamari asaan aur saaf kaam karne ki reet. Ek phone call se lekar final payment tak, har cheez bilkul saaf aur aapki suvidha ke mutabik.
Sarkar ke niyamo ke mutabik kaam karte hai hum. Hamari kaam karne ki vidhi mei aapko samajh aayega ki hum kanoon ka kitna dhyaan rakhte hai.
Aap ghar baithiye, baki sab hampe chodiye. Car recycling ke mamle mei hum maahir hai!
Hum sirf sarkari manyata prapt scrap yards ke saath kaam karte hai. Is se aapko koi khatra nahi hai aur aap bilkul surakshit hai.
Gaadi ko yard tak le jaane ki tension kyun? Hum aapke ghar se utha lenge! Isse aapka samay aur paisa dono bachega.
Paise mile bina gaadi nahi jayegi, ye hai hamara vaada.
Yahi hamara lakshya hai. Har kaam mei hum aapki santushti ka dhyan rakhte hai!
Hum sirf authorized scrap yards ke saath kaam karte hai. Iska matlab aapki gaadi ka galat istemaal nahi hoga - sirf scrap hogi.
Hamare anubhavi sathi aapko scrap policy, faayde aur poori prakriya ke baare mei samjhayenge.